What is web hosting ? types of web hosting in hindi
Hello dosto kaise hai ap i hope ap log aache hoge so aj hm ap logo ko is article me ye batane wale hai ki ye what is web hosting aur type of web hosting . Aj mai apko is article me ekdum badhiya tareeke se apko malum padne vala hai hosting ke bare me apse request hai ki article ko bech me skip mat karna ap jaroor poora article padhna tbhi apko ache se jankari mil payegi
What Is Web Hosting In Hindi
Hm jn apbe webiste ya blog ka files , images , gif . data in sabhi ko apni website me store karte hai aur store karne ke liye hme internet connectivity ki jarurat padti hai ky apne kabhi socha hai ki ye sar=bhi data kha store hoti hai to aj mai ap sabhi ko bta deta ho ye sabhi data ko store karne ke liye hame hosting ki jarurat padti hai hosting hm ye sabhi data ko store karne ki capability deta hai jis se hm aone site ka data aasani s store kar pate hai bina koi pareshani ke.
Webte hai agr hostiMng ko ache se istemal karne ke liye hme ek powerful server ki jarurat hoti hai jo acha interenet connectivity de .
Type of Web Hosting In Hindi
Web Hosting bhi bhut si hoti hai aj hm unhi ki baare me apko batyege aur sath hi sath apko ye bhi batayege ki apko agr website ke liye host buy karna ho to kon sa kre taki apko acha response mile
Shared Hosting
Suppose ap ek se jyda website ya blog par kaam kar rhe hai tb apko shared hosting hi leni chahiye isme ap ek se jyda multiple website ko host kar sakte hai.
But hm jb ek hi server par multiple website store karte hai to hme kuch problem ko fase karna padta hai jaise agr hamari site me bhut jyda traffic aa jay suddenly is situation me ap ko problem phase karni pad sakti hai.
Example
Ap shadii me jane ke liye koi car book karta hai to koi bike but agr hm iski jgh bus book kar le shadi me jan ke liye tb apka kitna fyda hoga .ap jante hai ki shadi me kafi log jate hai agr hm sbke liye car book karege to kafi costly pad jata hai but agr hm ek bus book kar le aur us pr sbhi log aa jyega aasani se aur apka paisa bhi bach jyega.
Shared Hosting Ke fayde
Agr ap micro blogging , event bloggina , auto blogging kar ke acha paisa adsense se kamana chahte hai to start me apko shared hosting hi buy karni chahiye. aur agr apko small business hai tb ap ye hosting buy kar sakte hai.
Dedicate Hosting
Agr apke website ya blog par bhut jyda level me traffic aata ho to apko is situation me dedicate hosting hi buy karna chahiye. Ye hosting keval ek hi website ke data ko store karti hai is me ap sharing nhi kar sakte hai aur ye sbse fast server hota hai.
Bdi bdi company jaise flipkart amazon ebay etc ye sabhi company dedicate hosting purchase karte hai.
Dedicated hosting ke fayde
Security achi hoti hai
Speed achi milti haiUnlimited traffic
Dedicated Hosting Ke Nuksaan
Ye hosting Costly hoti hai agr compare kare others hosting se.
Ap ke pas technically knowledge honi chahiye isko cantrol karne ke liye.
VPS Hosting
Virtual Private Server ye ek tarah se virtual machine hai ye virtualization technology par kaam karne vali ek component hai ek apka server hai privateserver hai vo simple apka jaise ap computer pr machine chalate ho vm , vare etc same usii formula par ye kaam karta hai .
Virtual Private server ek bhut hi power ful hosting hai jis tarah ap apko apne computer ko cantrol karne ka pooa access rehta hai same isi tarah apka poora cantrol rehta hai VPS me.
Advantage Of VPS in Hindi
Server par jyda cantrol rehta hai
Ap apne pasand ka operating system use kar sakte hai
Ye kafi powerful server hai
Disadvantage of VPS in hindi
jaisa ki hm log jante hai ki agr hamare pas kisi chej ko poora cantrol karne ka acces ho so ye disadvantage hai ki isme agr koi problem aayi to hme khus solve karna pdega.
apke pas agr achi knowledge ho to achi baat hai nhi to apko iski problems ke liye kisi ko hire karna pdega..
Agr ap single website store karne ke liye ye hosting ke bare me sochte hai to ye apke liye sahi nhi hai.
cloud hosting vo formula hai jiske help se ap users ke need ke according customized online virtual servers ko banate hai usme modify and remove karte hai.
Cloud Hosting ko website blog , host email stores ke liye web based service ko distrubuted karne ke liye istemaal karte hai.
Cloud Hosting ki help se ap website ka peak load bina koi brandwith issue ko properly manage kar sakte hai.
Cloud hosting cloud computing ke base par bana hai jisme ap severs application, network , internet ki help se businesss client or users ko provide kiya jata hai
0 Comments
Post a comment
Please Do Not Enter Any Spam Link In The Comment Box